Symptoms of piles in female in hindi महिलाओं में बवासीर के लक्षण

Symptoms of piles in female in Hindi महिलाओं में बवासीर के लक्षण 


Bawasir jise Piles bhi kahte hai, Guda dwar me upasthit mashpeshiyan jb sooj jati hai jis vajah se soch karne ka marg chhota pd jata hai, or is vajah se dard or soch ke sath khoon bhi aata hai.

Bawasir un logon ko jyada hone ki sambhavna hoti hai jo jyda khade rahne vala kary kartr hai ya ve log jo jyada bhar uthate hai.

Iske alava pet ki samasyaon jaise kabj or khane ka nhi pachna bhi Bawasir ka ek mukhy karan hai.

Friends, aaj ke samay me bavasir ek samany samasya bn gya hai.
Pahle yah sirf jyada bethe rahne vale or un logon ka rog mana jata tha jo jyada kaam dhandha nhi karte the lekin aaj ke samay me hamare khaan paan kafi badal gaya hai or is vajah se bawasir ek samany samasya ban gya hai.


Symptoms of piles in female in Hindi

Bawasir 2 type ka hota hai.
1. Khuni Bawasir - Khuni Bawasir me kisi bhi prakar ka Pain nhi hota hai.
Isme sirf khoon aata hai jo pahle halka halka tapakta hai or baad me khoon ki pichkari ke roop me aata hai.
Or Bawasir ka Massa Guda dwar se apne aap bahar aata hai or soch ke baad apne aap andar chala jata hai.

2. Badi Bawasir ya Fisher - yah Bawasir kafi pain deta hai. Iski vajah se pet kharab rahta hai or kabj ki samsya bhi hoti hai jisji vajah se soch kathor ho jata hai or Badi Bawasir ki vajah se khujli ,tanav, kaam me man nhi lagta hai.
Guda dwar chhota ho jane ki vajah se soch karte samay bahut jyada takleef or dard hota hai.

Aaiye ab jante hai-
Symptoms of piles in female in Hindi महिलाओं में बवासीर के लक्षण 


• Bawasir ka sabse pahla lakshan yah hai ki Bawasir hone par hmare guda dwar ke aas paas khujli karne ka man hota hai or hamari tivra ichha hoti hai khujli karne ki.

• Masse hona- Bawasir hone par sabse pahle aapki guda dwar par masse or ganthe hoti hai jo aakar me kafi chhoti hoti hai.

• Iske baad in masson ka colour laan rang ka ho jata hai.

• Bawasir me hone vale masson se khoon tapakna shuru ho jata hai, pahle to yah khoon boond boond ke roop me aata hai lekin yah baad me khoon ki pichkari ke roop me aata hai.

• Bawasir hone par aapko baar baar mal tyag karne ki samsya hoti hai or mal tyagne ke baad bhi aapko aisa lagta hai ki thik se pet saaf nhi hua hai or aap fir se mal tyagne jate hai to mal nhi aata hai.

• Bavasir ki vajah se mal tyagte samay aapko bahut jyada Pain or jalan hoti hai.

• Kabhi kabhi mal ke sath mucus bhi aata hai.

• Bawasir ki vajah se hamara kaam me man mhi lagta hai or manovikar bhi rahata hai.

So, doston yah the-
Symptoms of piles in female in Hindi महिलाओं में बवासीर के लक्षण 
Umeed hai ki aapko yah jankari pasand aayi hogi, agr aapka koi saval hai to aap comment box me pooch sakte ho.
जय माता जी री सा

अगर आपके पास कोई सुझाव हो या कोई लेख गलत हो तो सुझाव जरूर दें । अगर आपके पास आपकी कोई चिरजा छंद हो तो बताएं हम आपके नाम के साथ प्रकाशित करेंगे। आप अपनी कुलदेवी का यदि इतिहास जानते हो तो हमे बताएं ताकि सभी जान सकें। Comment जरूर करें इस से हमारा मनोबल बढ़ेगा । इंटरनेट पर करणी माता और हमारे देवियों के बारे में इतिहास चिरजा, भजन, और अन्य सामग्री बहुत कम मात्रा में उपलब्ध है और जो है वो पर्याप्त नहीं है, इसलिए ये एक छोटा सा प्रयास किया गया है, उम्मीद है आपको ये पसंद आएगा।।

Previous Post Next Post